Darde Dil Darde Jigar Lyrics are presented by Saregama in the voice of Mohammad Rafi. The Music of the Darde Dil Darde Jigar song is given by Laxmikant Pyarelal while the lyrics are written by Anand Bakshi.
Lyrics Title: Dard-E-Dil Dard-E-Jigar
Singers: Mohammad Rafi
Lyrics: Anand Bakshi
Music: Laxmikant Pyarelal
Music Label: Saregama
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Lyrics in English
Darde Dil, Darde Jigar Dil Mein Jagaya Aapne

Pehle To Main Shayar Tha
Pehle To Main Shayar Tha, Aashiq Banaya Aapne
Darde Dil, Darde Jigar Dil Mein Jagaya Aapne
Darde Dil, Darde Jigar Dil Mein Jagaya Aapne..
Aapki Madhosh Nazrein Kar Rahi Hain Shayari

Yeh Gazal Meri Nahin, Yeh Gazal Hai Aapki
Maine To Bas Woh Likha Jo Kuch Likhaya Aapne
Darde Dil, Darde Jigar Dil Mein Jagaya Aapne
Darde Dil, Darde Jigar Dil Mein Jagaya Aapne..
Kab Kaha Sab Kho Gayi Jitni Bhi Thi Parchhaiya
Uth Gayi Yaaron Ki Mehfil Ho Gayi Tanhaaiyan

Kya Kiya Shayad Koi Parda Giraaya Aapne
Darde Dil, Darde Jigar Dil Mein Jagaya Aapne
Darde Dil, Darde Jigar Dil Mein Jagaya Aapne..
Aur Thodi Der Mein Bas, Hum Juda Ho Jayenge

Aapko Dhundunga Kaise Raste Kho Jayenge
Naam Tak Bhi To Nahin Apna Bataya Aapne
Darde Dil, Darde Jigar Dil Mein Jagaya Aapne
Pehle To Main Shayar Tha, Aashiq Banaya Aapne
Darde Dil, Darde Jigar Dil Mein Jagaya Aapne..
Music Video of Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Song
Dard-E-Dil Dard-E-Jigar Lyrics in Hindi
दर्दे दिल, दर्दे जिगर दिल में जगाया आपने

पहले तो मैं शायर था
पहले तो मैं शायर था, आशिक बनाया आपने
दर्दे दिल, दर्दे जिगर दिल में जगाया आपने
दर्दे दिल, दर्दे जिगर दिल में जगाया आपने..
आपकी मदहोश नजरें कर रही हैं शायरी
आपकी मदहोश नजरें कर रही हैं शायरी
ये गजल मेरी नहीं, ये गजल है आपकी
मैंने तो बस वो लिखा जो कुछ लिखाया आपने
दर्दे दिल, दर्दे जिगर दिल में जगाया आपने
दर्दे दिल, दर्दे जिगर दिल में जगाया आपने..
कब कहाँ सब खो गयी जितनी भी थी परछाईयाँ
उठ गयी यारों की महफिल हो गयी तन्हाईयाँ
कब कहाँ सब खो गयी जितनी भी थी परछाईयाँ
उठ गयी यारों की महफिल हो गयी तन्हाईयाँ
क्या किया शायद कोई पर्दा गिराया आपने
दर्दे दिल, दर्दे जिगर दिल में जगाया आपने
दर्दे दिल, दर्दे जिगर दिल में जगाया आपने..
और थोड़ी देर में बस, हम जुदा हो जायेंगे
और थोड़ी देर में बस, हम जुदा हो जायेंगे
आपको ढूँढूँगा कैसे रास्ते खो जायेंगे
नाम तक भी तो नहीं अपना बताया आपने