Hum Tum Ek Kamre Mein band ho Lyrics – हम तुम एक कमरे में बन्द हों

Hum Tum Ek Kamre Mein Band Ho lyrics in Hindi & English from the movie “Bobby (1973)”, sung by Lata Mangeshkar and Shailendra Singh. This Evergreen old song is written by Anand Bakshi and music composed by Laxmikant-Pyarelal. Starring Rishi Kapoor and Dimple Kapadia.

hum-tum-ek-kamre-mein

Song’s Details

Song Title:
Hum Tum Ek Kamre Mein
Movie:
Bobby (1973)
Singers:
Lata Mangeshkar, Shailendra Singh
Lyrics:
Anand Bakshi
Music:
Laxmikant-Pyarelal
Label:
Saregama

Hum Tum Ek Kamre Mein Lyrics in Hindi

बाहर से कोई अन्दर न आ सके
अन्दर से कोई बाहर न जा सके
सोचो कभी ऐसा हो तो क्या हो
सोचो कभी ऐसा हो तो क्या हो

हम तुम, एक कमरे में बन्द हों
और चाभी खो जाये
हम तुम, एक कमरे में बन्द हों
और चाभी खो जाये
तेरे नैनों के भूल भुलैय्या में
बॅबी खो जाये
हम तुम, एक कमरे में बन्द हों
और चाभी खो जाये

आगे हो घनघोर अन्धेरा
बाबा मुझे डर लगता है
पीछे कोई डाकू लुटेरा
हूँ.. क्यों डरा रहे हो
आगे हो घनघोर अन्धेरा
पीछे कोई डाकू लुटेरा
उपर भी जाना हो मुशकिल
नीचे भी आना हो मुशकिल
सोचो कभी ऐसा हो तो क्या हो
सोचो कभी ऐसा हो तो क्या हो

हम तुम, कहीं को जा रहे हों
और रस्ता भूल जाये
ओ.. हो..
हम तुम, कहीं को जा रहे हों
और रस्ता भूल जाये
तेरी बईया के झूले में सइयां
बॅबी झूल जाये
हम तुम, एक कमरे में बन्द हों
और चाभी खो जाये

आ हा.. आ हा.. आ.. आ..
बस्ती से दूर, पर्वत के पीछे
मस्ती में चूर, घने पेड़ों के नीचे
अनदेखी अनजानी सी जगह हो
बस एक हम हो दूजी हवा हो
सोचो कभी ऐसा हो तो क्या हो
सोचो कभी ऐसा हो तो क्या हो

हम तुम, एक जंगल से गुज़रे
और शेर आ जाये
हम तुम, एक जंगल से गुज़रे
और शेर आ जाये
शेर से मैं कहूँ तुमको छोड़ दे
मुझे खा जाये
हम तुम, एक कमरे में बन्द हों
और चाभी खो जाये

ऐसे क्यों खोये खोये हो
जागे हो कि सोये हुए हो
क्या होगा कल किसको खबर है
थोड़ा सा मेरे दिल में ये डर है
सोचो कभी ऐसा हो तो क्या हो
सोचो कभी ऐसा हो तो क्या हो

हम तुम, यूँ ही हँस खेल रहे हों
और आँख भर आये
हम तुम, यूँ ही हँस खेल रहे हों
और आँख भर आये
तेरे सर की क़सम तेरे ग़म से
बॅबी मर जाये
हम तुम, एक कमरे में बन्द हों
और चाभी खो जाये
तेरे नैनों के भूल भुलैय्या में
बॅबी खो जाये

हम तुम, हम तुम
एक कमरे में बन्द हों
एक कमरे में बन्द हों
और चाभी खो जाये
और चाभी खो जाये
और चाभी खो जाये
और चाभी, खो जाये, खो जाये

 

Music Video of Hum Tum Ek Kamre Mein Song

https://youtu.be/tBJj-3sgcd0

Hum Tum Ek Kamre Mein Lyrics in English

Baahar se koi andar na aa sake
Andar se koi bahar na ja sake
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho

Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chabi kho jaaye
Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chabi kho jaaye
Tere naino ke bhul bhulaiya me
Bobby kho jaaye
Hum tum ek kamre mein band ho
Aur chabi kho jaaye

Aage ho ghanghor andheraa
Babaa mujhe dar lagata hai
Pichhe koi daku lutera
Hun.. kyon dara rahe ho
Aage ho ghanghor andhera
Pichhe koi daku lutera
Upar bhi jana ho mushkil
Niche bhi aana ho mushkil
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Hum tum, kahin ko ja rahe ho
Aur rastaa bhul jaaye

O..ho..
Hum tum kahin ko ja rahe ho
Aur rastaa bhul jaaye
Tere baaiyan ke jhule mein saaiyan
Bobby jhul jaaye
Hum tum ek kamre me band hon
Aur chabi kho jaaye

Aa ha..aa ha..aa..aa..
Basti se dur, paravat ke pichhe
Masti mein chur, ghane pedon ke niche
Andekhi anjaani si jagah ho
Bas ek hum ho duji hawa ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Hum tum ek jangal se gujre
Aur sher aa jaaye
Hum tum ek jangal se gujre
Aur sher aa jaaye
Sher se main kahun tumko chod de
Mujhe khaa jaaye
Hum tum, ek kamre me band ho
Aur chabi kho jaaye

Aise kyon khoye khoye ho
Jaage ho ki soye hue ho
Kya hoga kal kisko khabar hai
Thoda sa mere dil mein ye dar hai
Socho kabhi aisa ho to kya ho
Socho kabhi aisa ho to kya ho

Hum tum, yu hi has khel rahe ho
Aur aankh bhar aaye
Hum tum, yu hi has khel rahe ho
Aur aankh bhar aaye
Tere sar ki qasam tere gam se
Bobby mar jaaye

Hum tum ek kamre me band hon
Aur chabi kho jaaye
Tere naino ke bhul bhulaiyaa me
Bobby kho jaaye
Hum tum, Hum tum
Ek kamre me band ho
Ek kamre me band ho
Aur chabi kho jaaye
Aur chabi kho jaaye
Aur chabi kho jaaye
Aur chabi, kho jaaye, kho jaaye

If there are any mistakes in this songs lyrics, please let us know by submitting the corrections in the comments section.

Old Songs:-

2 thoughts on “Hum Tum Ek Kamre Mein band ho Lyrics – हम तुम एक कमरे में बन्द हों”

Leave a Comment